TeRe KeHnaY Pe LaGayi Hai

TeRe KeHnaY Pe LaGayi Hai Yeh MeHnDi Main Ne

EiD PaR Ab Na Tu Aya Tu Qayamat Hogi

MuJhe ZiNdaGi MeIn tuMaHaRi ZaRoRaT Ho Gi

MuJhe ZiNdaGi MeIn tuMaHaRi ZaRoRaT Ho Gi
Ye ChaNd LaMho Ki NaHi Umer Ki RaFaQaT Ho Gi


TeRe KhEnE PaR LaGai Hai Ye MehnDi MeIn Ne
Too AgAr EiD PaR Na AaYa To QaYaMaT Ho Gi

SuNo TuM MeRe DiL Se HaRgIz MaT KhelNa WarnA
PhIr KiSi Ko kiSi Se Na KaBhi MoHabbAt Ho Gi


MeIn TeRi YaAdOn Se Jan TaK WaZOO Na KaR LoOn
MuKaMaL Na KaBhi MeRi Bhi IbaDaT Ho Gi


Too Ne Is EiD Par Bhi GaR ApNa WaDa Na kYa pUrA
FaRhaN tuJhe ApNe WaDon PaR BaHoT NadaMat Ho Gi 

Eid Ka Tohfa

Main Bhi Aaya Hon Tumhein Eid Ka Tohfa Dene,

Apni Palkon Pe Sajaye Huye Ashko Ke Chiragh.

Suna he Eid Aai he

Usey kehna k Lout Aao Suna he Eid Aai he,
Ek baar to Aa k mil jaao suna he Eid Aai he,
Usay kehna k bin tere Bohat Eiden Guzari hen,
Is baar to milne Aa Jaao suna he Eid Aai he,
Usay Kehna Judai se Muhabat kam nahi Hoti,
Ye dunya ko batla jaao k suna he Eid Aai he,
Usay kehna k Chahat Ka Bharam na totne dena,
Tum pal do pal hi Aa Jao Suna he Eid Aai he,
Usey kehna k Tanha he koi Eid k din Bi,
Ye tanhai mita jao suna he Eid Aai hy.

Eid Aa Gayi Hai

Rothay Haon Ko Mna Loo Phir Eid Aa Gayi Hai

Armaan Naye Saja Lo Phir Eid Aa Gayi Hai

Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke

Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke..,
Me Jese Hon Wesa Hee Sahi,
Jiss Haal Main Hon Main Jesa Hon,
Na Poch Sanam Ab Kesa Hon,

Tum Dill Ka Lagana Kia Jano,
Tum Ashk Bahana Kia Jano,
Tum Nazuk Phool Ho Gullshan Ke..,
Tum Aag Mein Jalna Kia Jano..,
Ye Umar He Tere Hansne Ki,,
Nahein Ishq Mein Aahein Bharne Ki,,
Meri Qismat Mein Hy Dard Sanam..
Sab Seh Longa Taqdir Ke Gham,,

Majbor Milay Jo Ulfat Main…
Sar Aankhon Par Ye Saary Sitam,,
Jab RUB Ko Hy Manzor Yahi,,
Tou BISMILLAH Aesa Hee Sahi..
Tm eid manao saj Dhaj k..,
Me Jese Hon Wese Hee Sahi…

Ghairon Main Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak

Ghairon Main Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak
Jin Ko Nhain Ham Yaad, Unhain Eid Mubarak
Masoom Se Armano Ki Masom Si Duniya
Jo Kar Gaye Barbad Unhain Eid Mubarak

Eid ke din bhi tanha hoon

Eid ke din bhi tanha hoon
Main phir bhi jee rah hoon

Teri Eid khushion bhri ho
Rab se karta yeh dua hoon

Ashkon ka sagar jo pee gya
Main aik aisa daya hoon

Muje iss baat ka ghum hai
Eid ke din tum se juda hoon

Tum se gila hai na shikayat
Apne muqadar se khfa hoon

Aap Ate Tu Eid B Ati

Ham Na Mane Gai Eid Ayi Hai

Aap Ate Tu Eid B Ati

Eid Ayi Hai Musarat K Pyami Ban Kar

Eid Ayi Hai Musarat K Pyami Ban Kar

Wo Musarat Jo Teri Deed Se Wabasta Hai

Mai Ne Chaha Tuje Eid Pe Kuch Pesh Karon

Mai Ne Chaha Tuje Eid Pe Kuch Pesh Karon

Jis Mai Ihsas K Sab Rang Hon Roshan Roshan

Jis Mai Aankhon Ke Tarashe Hoye Moti Lakhon

Jis Mai Shamil Ho Mere Qalab Ki Dharkan Dharkan

Jaan-e-Jaan Eid Mubarak!

Tumhari Khamoshi Ka Sabab
Janta Hoon Main
Rothe Hoey Ho Tum
Manta Hoon Main
Per Hisaar-e-Anna Main Qaid
Ab Ki Bar Bhi
Meri Yeh Khuwaush Hai
Ke Har Bar Ki Tarah
Tum Mujhe Manao
Per Yunhi Dino Ka Shumaar Karte Karte
Tumhara Intezaar Karte Karte
Calender Ki Taraf Dekha
Tu Khayal Aaya
Ab Ki Bar Main
Apni Anna Ko Tor Donga
Muhubat Ki Kahani Ko
Naya Aik Mor Doga
Shayad Isi Tor Hojaey
Meri Sari Kotahiyon Ka Tadraak
Lo Aaj Main Tumhain Kehta Hoon
Jaan-e-Jaan
Eid Mubarak!

Urdu Shayari, Urdu Poetry and Urdu Ghazals © 2014. All Rights Reserved | Powered by:Blogger

Designed by:Droflov3

Auto Scroll Stop Scroll